Phool
Mera Watan
Chaand
mari zameen phool mera watan
Meri kheton ki miti main laal-e-yaman
Meray mallah lahron kay paalay huye
Meray dahkaan paseenon kay ghalay huye
Maray mazdoor is dard kay koh-e-kun
Chaand meri zameen phool mera watan
Meray foji jawan juraton kay nishan
Meray ahl-e-qalam azmaton ki zubaan
Meray mahnat kashon kay sunahray badan
Chaand mari zameen phool mera watan
Meri sarhad peh pahra hai imaan ka
Meray shahron peh saayah hai Quran ka
Mera ik ik sipahi hai khaibar shikan
Chaand meri zameen phool mera watan
Meray dahkaan younhi hal chalatay rahain
Meri miti ko sona banatay rahain
Geet gatay rahain meray shoal-e-badan
Chaand meri zameen phool mera watan
Chaand meri zameen phool mera watan
Chaand meri zameen phool mera watan
Chaand mari zameen phool mera watan
Meri kheton ki miti main laal-e-yaman
Meray mallah lahron kay paalay huye
Meray dahkaan paseenon kay ghalay huye
Maray mazdoor is dard kay koh-e-kun
Chaand meri zameen phool mera watan
Meray foji jawan juraton kay nishan
Meray ahl-e-qalam azmaton ki zubaan
Meray mahnat kashon kay sunahray badan
Chaand mari zameen phool mera watan
Meri sarhad peh pahra hai imaan ka
Meray shahron peh saayah hai Quran ka
Mera ik ik sipahi hai khaibar shikan
Chaand meri zameen phool mera watan
Meray dahkaan younhi hal chalatay rahain
Meri miti ko sona banatay rahain
Geet gatay rahain meray shoal-e-badan
Chaand meri zameen phool mera watan
Chaand meri zameen phool mera watan
Chaand meri zameen phool mera watan
Sarzameen
e Watan
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Teri shadabyan hain chaman dar chaman
Raqs kartay huye teray saro-o-saman
Teray zarron mein taaron ka hai bakpan
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Lehlahati
huyi who teri khetiyan
Jagmagati huyi jis tarah kehkashan
Chand say bhi haseen hain teri bastiyan
Teray daryaon mein zindagi mojzun
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Zarray
zarray mein teray samo ya lahu
Teray ghunchon ko lagnay nah di hum nay lu
Naam roshan kia yun tera char su
Jagmatanay lagay teray dasht-o-daman
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Teri shadabyan hain chaman dar chaman
Raqs kartay huye teray sar-o-saman
Teray zarron mein taron ka hai bankpan
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Nazam-o-zabt-o-yaqeen say sajaya tujhay
Kho kay har aik shai hum nay paya tujhay
Ghar jalaya magar jag magaya tujhay
Hum kabhi tujh ko lagnay na dain gay gahan
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
Hum
rahain na rahain tu salamat rahai
Naam roshan tera ta qiamat rahai
Shirq say gharb tak aik wahdat rahay
Sabz parcham rahay hum peh sayah Fagan
Sar
zameen-e-watan sar zameen-e-watan
|