world136logo

Har Waqt Tasawar Naat Lyrics

Har waqt Tasawar mein, Madine ki gali hai.......2
Ab dar badri hai, Na Ghareeb ul wtni hai ....2
Har waqt Tasawar

Woh Shama e Harm jis se Manawar hai Madina....2
Kaaba ki Qasam Ronaq e Kaba bhi wahi hai...2
Har waqt Tasawar

Is Shehar mein bik jate hain khood aakay Kareedar....2
Yeh Misr ka Baazar nahi Shehar e Nabi hai......2
Har waqt Tasawar

Is Arz e Maqsad peh zara Dekh ke Chalna....2
Aye Qafle walo yeh Madine ki Gali hai.....2
Har waqt Tasawar

Nazron ko Jhukaye huye Khamosh Guzar Jao
Be taab Nigahi mein Yahan Be Adbi hai....2
Har waqt Tasawar

Iqbal mein kis Munh se Karon Madh e Muhammad
Munh mera Buhat Chota hai aur Baat bari hai
Har waqt Tasawar mein Madeene ki Gali hai
Ab Darbadri hai na Ghareeb ul Wtni hai
Har waqt Tasawar

Tags: You can findhar waqt tasawar naat, har waqt tasawar main madine ki gali hai, har waqt tasawar naat lyrics, har waqt tasawwur mein madinay ki gali ho full naat, har waqt tasawar mp3 free download, qari waheed zafar qasmi naat in Urdu and Hindi lyrics.