world136logo

Ya Muhammad Noor e Mujassam-Naat lyrics in Urdu-Hindi


(Ya Muhammad Noor e Mujassam, ya Habibi ya Molayi
Tsweer e Kamal e Muhabbat, Tnweer e Jamal e Khudayi)...2

Tera Wasf Biyan ho kis se(2), teri kon kare ga Baraayi
Nabiji teri kon karega baraayi, Nabiji teri kon karega baraayi

Is gard safar mein gum hai, Jibreel ameen ki Rasayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam, ya Habibi ya Molayi
Tsweer e Kamal e Muhabbat, Tnweer e Jamal e Khudayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam

Aye Mazhar e Shan e Jamali(2), Aye Khaja o Banda o Aali
Nabiji Aye Khaja o Banda o Aali, Nabiji Aye Khaja o Banda o Aali
Mujhe hashr mein kaam Aajaye(2), Mera Zoq Sokhan Aarayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam, ya Habibi ya Molayi
Tsweer e Kamal e Muhabbat, Tnweer e Jamal e Khudayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam

Maa Ajmalaka Teri Soorat(2), Maa Ahsanaka teri Seerat
Nabiji Maa Ahsanaka teri Seerat, Nabiji Maa Ahsanaka teri Seerat
Maa Akmalaka Teri Azmat(2), Teri Zaat mein Gum hai Khudayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam, ya Habibi ya Molayi
Tsweer e Kamal e Muhabbat, Tnweer e Jamal e Khudayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam

Teri aik Nazar ke Talib(2), Tere aik Sokhan peh Qurban
Nabiji Tere aik Sokhan peh Qurban, Nabiji Tere aik Sokhan peh Qurban
Yeh sab tere Deewane(2), Yeh Sab Tere Sheidaayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam, ya Habibi ya Molayi
Tsweer e Kamal e Muhabbat, Tnweer e Jamal e Khudayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam

Tu Rayees Roz Shafayat(2), Tu Ameer Lutf o Enayat
Nabiji Tu Ameer Lutf o Enayat, Nabiji Tu Ameer Lutf o Enayat
Hai Adeeb ko Tujh se Nisbat(2), Yeh Ghulam hai to Aaqayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam, ya Habibi ya Molayi
Tsweer e Kamal e Muhabbat, Tnweer e Jamal e Khudayi
Ya Muhammad Noor e Mujassam

Tags: You can find ya muhammad noor e mujassam, ya muhammad noor e mujassam mp3 download, ya muhammad noor e mujassam by hooria, ya muhammad noor e mujassam sabri brothers, ya muhammad noor e mujassam owais raza qadri mp3, ya muhammad noor e mujassam owais qadri, ya muhammad noor e mujassam by ahmed raza qadri, naat lyrics in urdu text, hindi naat lyrics